2019 technology ki bare me baat kare to is saal hame bahut sare badlaw dekhane ko milega jisaka sidha asar hamari life me hoga Ye New techlogy hamare jeene k tarike ko badalti hain balki ye hamre kam karne ke tarike ko bhi badal deti hain To chaliye jante hain 2019 me kon si Technology aane wali hain
jaise ki aapko batan uchit nahi hoga ki aaj ke generation me science aur technology ka level kitana high huaa hain aaise me main New technology 2019,Future technology ke upar post likha hain jisame aapko 2019 ki technology Information milegi
New Technolog in 2019
(5G Technology
5G ka full form fifth generation hain ye Mobile Phone ki 5pidi bhi kaha gya hain isase bada se bada data bahut kam time me download ya upload kar sakte hain ye technology puri tarah se Redio Spectrun ka behtar use, example hain and
lekin abhi tak isaka 5G Protocol puri tarah se tay nahi kiya gya hain becouse ye high friquency par kam karta hain 3.5 gigahertz se 25 gigahertz ye usase bhi adhik pahuch sakta hain
aur isake liye yanha bahut chhote chhote aur najdiki tower ka hone ki jarurat hain isake liye jyada invest karna pad rha isaka vichar kar bahut jaldTelecom compuny 5G lane ka plane bna rahi hain

(AI and Machin Learning
AI ka full form Artificial Intelligence yah ek type ka application hain jo system ko ability pradan karta hain jisase aap automaticlly apane exprence se hi learn karke apane aapko emprove kar sakoge AL aajkal etana advance level par work kar rha hain ki jo kam ham pahale sochte the karne ko aaj easlly ho jate hain
2019 me Isaka dayara aur bhi badane wala hain AI ki help se company apane work flow aur emrove karegi jisase inka revenue bhi badhega bahut se kshetra me isaka use teji se badta ja rha hain isako Helth Care, Ciber Sequrity, Agriculture,Sport Center par bhi isaka use hone laga hain
(Increase Drone Renge
Action aur Space me bina poylate ke viman ya antrariksha yaan ko reffur karta hain isaka ek aur bhi name hain” UVA- Unmanned Aerial Vehicle “ ye ek flying robot hain aircoft ko remotring se control kiya ja sakta hain Or on bord secer aur GPS milakar kam kar rahe embedded system softwere control flying plane ke jariye udaya ja sakta hain and
kai company Drone ki New Technology par kam kar rahi hain wahi American jaise desh bhi isaka use badhane par jor de rahi hain India me isaka new Drone Policy lagu ho chhuki hain 2019 me Drone ka use food ya saman dilever karne me bhi kiya ja sakta hain
(Holographic Smart Phone
aapko to 3D image ke bare me pta to hoga hi aur aapne 3D movie bhi dekhi hogi thik ussi prakar Holographic phone me 3D camera laga hota hain jo click ki image ko direction ke hisab se dikha sakta hai isake front camera Movable hota isame ham apani aankho ko esake jitane hi paas le jayege usi direction me image move karega
gaming ke liye ye ek dam perfect hoga aur jab ham koi product online buy karenge to product hame clearly dekh payenge

Hello Guys, This is Hrithik Maddy I’m a professional Blogger ,Digital Marketer, Entrepreneur. Here I bog about Internet, blogging tips & Tricks and make money Online
Bahut hi achha post h
thank you